
Giridih Mein Kanwariya Camp Sampann, 100 Volunteers Sammanit
Giridih mein pure Sawan mahina chala nishulk Kanwariya sewa camp kamyabi ke saath sampann ho gaya. Is dauran hazaron Shivbhakton ko khana, paani, dawa aur rehaish ki muft suvidha di gayi. Camp ke ikhtatam par 100 se zyaada volunteers ko unki bemisaal khidmat ke liye sammanit kiya gaya.