
Aadhaar Banane Wale Nandan Nilekani Ka Naam Voter List Mein Gadbad
Karnataka mein Special Intensive Revision (SIR) ke dauran Aadhaar banane wale Nandan Nilekani aur unki family ka naam voter list ki gadbadi wali list mein aaya hai. Unka naam 2002 ki voter roll se match nahi ho saka. Iske ilawa Zerodha ke founders Nithin aur Nikhil Kamath ke naam mein bhi gadbadi payi gayi hai.