
Bharat Mein 48 Degree Par Pahuncha Parah, Desh Bhar Mein Alert
Bharat ke kayi hisson mein garm thapedon aur bhayanak garmi (heatwave) ka kehr jaari hai, jahan taapman 48 degree Celsius ke paas pahunch gaya hai. Mausam vibhag (IMD) ne UP, Punjab, Haryana, Delhi, aur Rajasthan samet pure desh mein 28 May tak ka bada alert jaari kiya hai. Dopahar ko dhoop mein nikalne se bachne aur lagatar paani peene ki salah di gayi hai.