
Russian Oil Kharidne Par Bharat Par 100% US Tariff Ka Khatra
Russian crude oil khareodne ki wajah se Bharat par America ka bada dabav badh gaya hai. Ek report ke mutabiq, America Bharat se aane wale saamaan par 100% tak ka tariff laga sakta hai. US ka kehna hai ke Bharat Russian oil khareod kar Moscow ki economy ko support kar raha hai, jisse vyaparik rishtay mutasir ho sakte hain.