
Tamil Naujawan 23 Saal Baad Maa Se Mila, 18 Saal?
Tamil Nadu ke Prakash 2003 mein jhagad kar ghar se nikal gaye the. Punjab ke Amritsar zile ke Ajnala mein dairy farm walon ne 18 saal tak zanjeer se bandh kar rakha, jaanwaron ke saath sulate aur din mein sirf 2 waqt khaana dete the. 2022 mein Apna Farz Seva Society ne bachaya. Journalist Muthaiah aur Subhash Chander ki koshish se maa Sundari se milaya gaya, Log Ajnala ke maalikon par police karwai maang rahe hain.