
Nepal Flood Mein Maut Ka Aankda 332 Paar, 800 Log Lapata
Nepal ki Koshi aur Trishuli rivers mein aayi bhaishankar flash flood mein maut ka aankda 332 hua, karib 800 log abhi bhi lapata hain. USGS ne bataya glacier collapse se aane wale kampan ki wajah se ye tabahi aayi. Rahat ki baat, 100 lapata Indian citizens ka pata chal gaya hai. India ne 10 tonne relief material bheja, ab tak 21 Indians ko rescue kiya ja chuka hai.