Iran-China Missile Tie-Up

Iran ko jaldi hi 300-400 Chinese shoulder-fired missile systems milne wale hain, deal $60-70 million ki hai. Ye QW-12 aur FN-16 MANPADS Iran ke short-range air defence ko mazboot karenge. China ne report ko “groundless” bola, Pakistan ne supply deny kiya. Delivery Urumqi se Pakistan route ke through hone ki baat hai.