
Greater Noida Mein 6 Saala Masoom Ki Hatya, Aaropi Encounter Mein Dher
Greater Noida ke Ecotech-3 ilaqe mein 6 saal ki masoom bachhi ki dushkarm ke baad hatya kar di gayi. CCTV footage mein aaropi Balraj bachhi ke shav ko boray mein bhar kar le jaate hue dikha. Police dwara giraftar kiye jaane ke baad aaropi ne bhagne ki koshish ki, jiske baad police encounter mein woh maara gaya.