Vande Mataram Par Kharge Ka Bada Bayan: BJP Ko Di Khuli Chunauti

Congress adhyaksh Mallikarjun Kharge ne Vande Mataram mudde par BJP sarkar ko khuli chunauti di hai. Unhone kaha ki agar sarkar ko mamla darj karna hai toh Mahatma Gandhi aur Jawaharlal Nehru par karein. Kharge ne bola ki BJP purane netaon ko badnam karne ki koshish kar rahi hai aur asli muddon se dhyan bhatka rahi hai.